• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jahan Ashk-E-Hasrat Rawan chhoD Aae

Jahan Ashk-E-Hasrat Rawan chhoD Aae

poet

jahan ashk-e-hasrat ravan chhoḌ aa.e

mohabbat vahan nim-jan chhoḌ aa.e

hamare hi ḳhuun ki gulon men hai surḳhi

chaman-dar-chaman dastan chhoḌ aa.e

qafas ki dil-aveziyan ham se puchho

qafas ke liye ashiyan chhoḌ aa.e

bharam khul na jaa.e tire astan ka

tira astan mehrban chhoḌ aa.e

musafir na bhaTkega raste se koi

ki har gaam par ik nishan chhoḌ aa.e

dhuan uTh raha hai jo sehn-e-chaman se

dhuan hai kahan ham fughan chhoḌ aa.e

bhari anjuman men ham aa.e ghazal-ḳhvan

bhari anjuman nauha-ḳhvan chhoḌ aa.e

unhin vadiyon ki rulati hain yaden

jinhen ‘baḳht’ ham gul-fishan chhoḌ aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Umr Aakhir Hai Junun Kar Lun Bahaaran Phir Kahan

poet

dushman Ki Malamat Bala Hai

Koi Na Dekhe Gunj Hawa Ki

Teri Mansha Hai KHamoshi Meri Hai Marzi Aawaz

Teri Dastak Ki Aas Darwaze

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet