• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hue The Bhag Ke Parde Mein Tum Nihan Kyunkar

Hue The Bhag Ke Parde Mein Tum Nihan Kyunkar

poet

hue the bhaag ke parde men tum nihan kyunkar

vo pahli vasl ki shab shokhiyan thiin haan kyunkar

falak ko dekh ke kahta huun josh-e-vahshat men

ilahi thahre miri aah ka dhuan kyunkar

tumhare kuche men us na-tavan ka tha kya kaam

mujhe bhi soch hai aaya huun main yahan kyunkar

zaban hai lazzat-e-bosa se band ai zalim

maza bhara hai jo dil men karun bayan kyunkar

shab-e-visal se shikve hazaron hain ji men

ilahi band rahegi miri zaban kyunkar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zahr Ke ghunT Bhi Hans Hans Ke Piye Jate Hain

poet

Har Aan Yas baDhni Har Dam Umid ghaTni

Raunaq-E-Besh-O-Kam Kis Ke Hone Se Hai

Sheikh Saadi

Story 18 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Sheikh Saadi

Story 19 – The Morals Of dervishes – Gulistaan-e-Sa.Adii

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet