• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Han Mera Haal Hai Barbaad Magar Main to Nahin

Han Mera Haal Hai Barbaad Magar Main to Nahin

haan mira haal hai barbad magar main to nahin

tujh ko karta hai koi yaad magar main to nahin

barha ḳhaliq-e-kaunain tiri ḳhidmat men

pahunchi hogi miri fariyad magar main to nahin

ahd-e-hazir men lage misr ke bazaron men

bik ga.i hai miri rudad magar main to nahin

kaash hasti bhi miri daad ke qabil hoti

sher lete hain mire daad magar main to nahin

mohtaram log mujhe fan ke sabab jante hain

mohtaram hain mire ustad magar main to nahin

dast-e-haidar se ghulami ki sanad jin ko mili

honge vo hazrat-e-miqdad magar main to nahin

saal ke saath badalna nahin aata ‘kazim’

haan badal jaate hain a.adad magar main to nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

khumar-barabankavi

Akele Hain Wo Aur Jhunjhla Rahe Hain

Fasl-E-Gul Bhi Taras Ke kaTi Hai

afzal-ahmad-syed

Aakhiri dalil

Kaun Se Shahar Mein Kis Ghar Mein Kahan Hona Hai

parvin-sheer

Barf Ki Murti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet