• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Haalat Par Nigah Ruton Par Nazar Na Thi

Haalat Par Nigah Ruton Par Nazar Na Thi

poet

halat par nigah ruton par nazar na thi

jab tak rahe chaman men chaman ki ḳhabar na thi

ḳhud apne ghar ko aag dikha.i thi aap ne

is men to koi sazish-e-barq-o-sharar na thi

rudad-e-tira-baḳhti-e-ahbab kya kahen

un ke liye sahar bhi tulu-e-sahar na thi

fasl-e-bahar men tar-o-taza nahin hava

shayad shajar ko ḳhvahish-e-barg-o-samar na thi

TuuTi hui umiid shikasta the hausle

dil ki tabahiyon pe magar aankh tar na thi

dasht-e-talab men itne andhere the kargar

raḳhshanda ik kiran bhi sar-e-rahguzar na thi

phir kyuun suna diya tha adalat ne faisla

‘shahid’ miri gavahi agar mo’atabar na thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apni Aankhon Ke Samundar Mein Utar Jaane De

shah-naseer

Jo Raqibon Ne Kaha Tu Wahi Bad-Zan Samjha

Jahan Tak Yaad-E-Yar Aati Rahegi

Ro-Dho Ke Sab Kuchh Achchha Ho Jata Hai

Tasawwuraat Mein Dil Ki uDan Dekh Zara

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet