• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Nasha Sa Zehn Par Chhane Laga

Ek Nasha Sa Zehn Par Chhane Laga

ik nasha sa zehn par chhane laga

aap ka chehra mujhe bhane laga

chandni bistar pe itrane lagi

chand banhon men nazar aane laga

ruuh par madhoshiyan chhane lagin

jism ghazlen vasl ki gaane laga

tum karam-farma hue sad-shukriya

ḳhvab mera mujh ko yaad aane laga

rafta rafta yasmin khilne lagi

mausam-e-gul ishq farmane laga

zulf ki ḳhushbu shagufta lab ‘kanval’

manzar-e-pur-kaif dikhlane laga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzal-parvez

Karzar-e-Ishq-O-Sar-Masti Mein Nusrat-Yab Hon

ali-sardar-jafri

Shakh-E-Gul Hai Ki Ye Talwar Khinchi Hai Yaro

poet

Subh Kuchh Sham Kuchh KHayal Raha

Bhuke Jismon Ki KHwahishon Ke Liye

Ai Ishq Is Qafas Se Mujhe Ab Rihai De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet