• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Jab Chhin Leta Hai Mata-E-Sabr miTTi Se

Koi Jab Chhin Leta Hai Mata-E-Sabr miTTi Se

koi jab chhin leta hai mata-e-sabr miTTi se

to apne aap ug aati hai us ki qabr miTTi se

saja rakha tha ma.abad ke kisi tarik goshe men

bana kar ek dast-e-mehrban ne abr miTTi se

kahan ji shaad rahta hai faqat kar-e-mohabbat men

ki virse men mila hai aadmi ko jabr miTTi se

main is kuuze ke paani se koi shamshir Dhalunga

aur us ko a.ine se aab dunga sabr miTTi se

vo kis duniya se aa.e hain vo kis duniya ke baasi hain

banate hain jo gahre paniyon men qabr miTTi se

isi duniya men baste hain ajab kuchh log aise bhi

jo pal men khinch sakte hain rida-e-jabr miTTi se

main agle jashn men chumunga un be-dagh hathon ko

ki jin hathon ne Dhala hai charagh-e-abr miTTi se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mohabbat Aur KHushbu Ka Nagar Taqsim Ho Jae

Jab Tumhaara Zalimon Se Koi Bhi Rishta Nahin

nazeer-akbarabadi

dil Har Ghadi Kahta Hai Yun Jis Taur Se Ab Ho Sake

poet

Jalwa-E-Arbab-E-duniya dekhiye

Mayusi Ki Barf paDi Thi Lekin Mausam Sard Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet