• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Guzarish Hai Bas Itna Kijiye

Ek Guzarish Hai Bas Itna Kijiye

ik guzarish hai bas itna kijiye

jab kabhi fursat ho aaya kijiye

log is ka bhi ghalat matlab na len

ajnabiyyat se na dekha kijiye

ḳhud ko apni aankh se dekha to hai

ab miri ankhon se dekha kijiye

iltija thi ek saada iltija

apni tanha.i men socha kijiye

yaad to hogi vo apni be-ruḳhi

ab miri tasvir dekha kijiye

marham-e-zaḳhm-e-suḳhan ban ja.iye

kuchh mire fan ka mudava kijiye

ishq ko kab yaad thi rasm-e-vafa

husn ka kis munh se shikva kijiye

zulmat-e-gham jab ziyada ho ‘imam’

sham-e-fikr-o-fan jalaya kijiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Haif dil Mein Tere Wafa Na Hui

KHu-E-Gham Dil Ko Hai Yani His-E-Gham Kuchh Bhi Nahin

Aaine Se Guzarne Wala Tha

KHamoshiyon Mein Sada Se Likha Hua Ek Nam

Saron Ki Fasl kaTi Ja Rahi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet