• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Ehtiyat

Ehtiyat

kaifi-azmi

ab tum aghosh-e-tasavvur men bhi aaya na karo

mujh se bikhre hue gesu nahin dekhe jaate

surkh ankhon ki qasam kanpti palkon ki qasam

thartharate hue aansu nahin dekhe jaate

ab tum aghosh-e-tasavvur men bhi aaya na karo

chhut jaane do jo daman-e-vafa chhut gaya

kyuun ye laghzida-khirami pe pashiman-nazari

tum ne toda to nahin rishta-e-dil tuut gaya

ab tum aghosh-e-tasavvur men bhi aaya na karo

meri aahon se ye rukhsar na kumhla jaaen

dhundti hogi tumhen ras men nahai hui raat

jaao kaliyan na kahin sej ki murjha jaaen

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hai Nigahban ruKH Ka Khaal-Ru-E-Dost

Tere Baad Is Jahan Mein Koi Dusra Nahin Tha

KHayal-O-Fikr Jahan Zawiye Badalte Hain

Hua Kitna Mushkil Wafadar Hona

Hum Jo Pahle Kahin Mile Hote

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet