• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dur Ho dard-E-dil Ye Aur dard-E-Jigar Kisi Tarah

dur Ho dard-E-dil Ye Aur dard-E-Jigar Kisi Tarah

poet

duur ho dard-e-dil ye aur dard-e-jigar kisi tarah

aaj to ham-nashin use la mire ghar kisi tarah

tir-e-mizha ho yaar ka aur nishana dil mira

tiir pe tiir ta-ba-kai kiije hazar kisi tarah

naala ho ya ki aah ho shaam ho ya pagah ho

dil men buton ke haae haae kiije asar kisi tarah

aai shab-e-firaq hai raat hai sakht ye bahut

kiije shumar-e-akhtaran ta ho sahar kisi tarah

ishq men dil se ham hue mahv tumhare ai buto

khali hain chashm-o-dil karo in men guzar kisi tarah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Laga Lete Hain Ahl-E-Dil Watan Koi Bhi Ho

Ganw Rafta Rafta Bante Jate Hain Ab Shahr

Falak Ne Bheje Hain Kya Jaane Kis Wasile Se

Ibtida Ka Intiha Se Rabta Bandhe Hue

Haal Puchhna Us Ka Mera Muskura Dena

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet