• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Diwanon Ke Pas Aae Hain Apni Si Samjhane Log

Diwanon Ke Pas Aae Hain Apni Si Samjhane Log

divanon ke paas aa.e hain apni si samjhane log

baste hain is duniya men bhi kaise kaise siyane log

apni dhun men magan rahte hain duniya ka kya lete hain

ham se aap na uljha kijiye ham Thahre divane log

dil ka raaz thi sachchi chahat lekin kaise aam hui

ham to chup baiThe hain lekin kahte hain afsane log

pahla phera mel hai pahla dil se hue manus magar

pyaar ki anjani basti ke ye pyare anjane log

us se tark-e-ta.alluq par bhi aate jaate hain jo ‘sarosh’

us ki gali men mil jaate hain kuchh jaane pahchane log

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sahir-ludhianvi

Gulshan Gulshan Phul

poet

Kali Kali Ghata Barasti Hai

Ek Justuju Sada Hi Se Zehn-E-Bashar Mein Hai

poet

Lamhe Teri Judai Ke

Dekha to Koi Aur Tha Socha to Koi Aur

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet