• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Phir Us Kuche Mein Jaane Wala Hai

Dil Phir Us Kuche Mein Jaane Wala Hai

dil phir us kuche men jaane vaala hai

baiThe-biTha.e Thokar khane vaala hai

tark-e-ta.alluq ka dhaḌka sa hai dil ko

vo mujh ko ik baat batane vaala hai

kitne adab se baiThe hain sukhe paude

jaise badal sher sunane vaala hai

ye mat soch sara.e par kya bitegi

tu to bas ik raat bitane vaala hai

inTon ko aapas men milane vaala shaḳhs

asl men ik divar uThane vaala hai

gaaḌi ki raftar men aa.i hai susti

shayad ab station aane vaala hai

aḳhri hichki leni hai ab aa jaao

ba.ad men tum ko kaun bulane vaala hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Baadh Aai Ganw Ko Dariya Baha Kar Le Gaya

ahmad-ali-barqi-azmi

Ho Agar Mere Yar Aa Jao

poet

Jaga Nasib Kanp uThi Zulmat-E-Hayat

Sufi

Ye Kis Liye Hai Tu Itna Udas darwaze

Sochte Aur Jagte Sanson Ka Ek Dariya Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet