• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Muztarib Hai Aur Pareshan Jism Hai

Dil Muztarib Hai Aur Pareshan Jism Hai

dil muztarib hai aur pareshan jism hai

us ke baghair be-sar-o-saman jism hai

ab ho nahin sakega mudava kisi tarah

vo jo kahin nahin hai to be-jan jism hai

dil to junun ke khel men masruf hai magar

us ki navazishat pe hairan jism hai

main ne bana diya hai jise ishq men ghazal

dil us ka hai bayaz to divan jism hai

ab us ke gham se mujh ko milegi kahan najat

dil pasban hai aur nigahban jism hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chahat Tumhaari Sine Pe Kya Gul Katar Gai

munawwar-rana

Mere School

Na Bhul Pae Tumhein Hadisa Hi Aisa Tha

KHizan Se Peshtar Sara Chaman Barbaad Hota Hai

Haqiqat Mein Wahi Ek shaKHs Hai Duniya Mein Farzana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet