• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ke Har Juzw Mein Judai Hai

Dil Ke Har Juzw Mein Judai Hai

poet

dil ke har juzv men juda.i hai

kya bala vasl ki sama.i hai

na-rasa.i sar-e-rasa.i hai

zo.af ki taqat azma.i hai

jam-o-mina pe nuur barse hai

kya ghaTa mai-kade pe chha.i hai

yuun to vo alam-ashna hai magar

ik mujhi se zara laḌa.i hai

tu mila ghair se ki ḳhaak men ham

aqibat har tarah safa.i hai

tum juda ghair se hue the kab

vajibi ta.an-e-bevafa.i hai

ai ‘qalaq’ ham se to mila kar yaar

ḳhalis ulfat men kya bura.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere Qadmon Mein Duniya Ke KHazane Hain uTha Lun Kya

toD Deti Hain beDiyan Aksar

poet

Bul-Hawas Kam-Fahm Hai Wo Aadmi Nadan Hai

Aisi Nai Kuchh Baat Na Hogi

Urdu Key Shairi Hai to Hogi Ye Baat Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet