• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / didani Hain dil-E-Kharab Ke Rang

didani Hain dil-E-Kharab Ke Rang

hasrat-mohani

didani hain dil-e-kharab ke rang

aah us chashm-e-pur-hijab ke rang

fasl-e-gul men paden to khuub khilen

khirqa-e-zohad par sharab ke rang

shauq-e-mai dil men lab pe hijv-e-sharab

ham pe raushan hain sab janab ke rang

nahin tauba ki khair hain jo yahi

josh-e-hangama-e-sahab ke rang

kal ke maqbul aaj hain mardud

aah is daur-e-inqilab ke rang

qabil-e-did hain visal ki shab

arzu-ha-e-kamyab ke rang

chehra-e-ashiqi hai pazh-murda

kya hue vo mai-e-shabab ke rang

khail-e-khuban se ek men bhi nahin

aap ke husn-e-la-javab ke rang

meri mayusiyon se hain paida

kashmakash-ha-e-iztirab ke rang

dil ke hathon bahut rahe hain kharab

‘hasrat’-e-khanuman kharab ke rang

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dil Ki Mayus Tamannaon Ko Mar Jaane Do

Ruh Ke zaKHm Ko Lazim Hai Nihan Ho Jaana

Jawab Manga to ulTa Sawal Karne Lage

rehana-roohi

kaun kahan tak ja sakta hai

abbas-dana

Maut Ne Muskura Ke Puchha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet