• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / deti Nahin Aman Jo Zamin Aasman To Hai

deti Nahin Aman Jo Zamin Aasman To Hai

muneer-niyazi

deti nahin amaan jo zamin asman to hai

kahne ko apne dil se koi dastan to hai

yuun to hai rang zard magar hont laal hain

sahra ki vusaton men kahin gulsitan to hai

ik chiil ek mumti pe baithi hai dhuup men

galiyan ujad gai hain magar pasban to hai

avaz de ke dekh lo shayad vo mil hi jaae

varna ye umr bhar ka safar raegan to hai

mujh se bahut qarib hai tu phir bhi ai ‘munir’

parda sa koi mere tire darmiyan to hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Faisla Bhi Mere Dast-E-Ba-Kamal Mein Tha

Ishq Ki Duniya Mein Ek Hangama Barpa Kar Diya

syeda-nafis-bano-shama

Wo Jo Milta Tha Kabhi Mujhse Bahaaron Ki Tarah

Uske Aane Ki KHabar Chupke Se Lati Hai Hawa

poet

Rah-E-Hayat Ki Khoi Hui Sada Ban Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet