• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Daur-E-Hayat Aaega Qatil Qaza Ke Baad

Daur-E-Hayat Aaega Qatil Qaza Ke Baad

daur-e-hayat aa.ega qatil qaza ke ba.ad

hai ibtida hamari tiri intiha ke ba.ad

jiina vo kya ki dil men na ho teri aarzu

baaqi hai maut hi dil-e-be-mudda.a ke ba.ad

tujh se muqable ki kise taab hai vale

mera lahu bhi ḳhuub hai teri hina ke ba.ad

ik shahr-e-arzu pe bhi hona paḌa ḳhajil

hal-mimmazid kahti hai rahmat dua ke ba.ad

lazzat hanuz ma.ida-e-ishq men nahin

aata hai lutf-e-jurm-e-tamanna saza ke ba.ad

qatl-e-husain asl men marg-e-yazid hai

islam zinda hota hai har karbala ke ba.ad

ghairon pe lutf ham se alag haif hai agar

ye be-hijabiyan bhi hon uzr-e-haya ke ba.ad

mumkin hai naala jabr se ruk bhi sake agar

ham par to hai vafa ka taqaza jafa ke ba.ad

hai kis ke bal pe hazrat-e-‘jauhar’ ye ru-kashi

DhunDenge aap kis ka sahara ḳhuda ke ba.ad

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzal-ahmad-syed

Zindagi Hamare Liye Kitna Aasan Kar di Gai Hai

Bahaar Ban Ke Chaman Ki Faza Mein Shamil Hai

Siyah Shab Ki Balaon Ke Hath Lag Gae The

poet

Aariz Mein Tumhaare Kya Safa Hai

poet

Yun to Duniya Bhi Mujhe Ras Kahan Aai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet