• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Daba Jo Rakh Ki Tah Mein Sharar Na KHatm Hua

Daba Jo Rakh Ki Tah Mein Sharar Na KHatm Hua

daba jo raakh ki tah men sharar na ḳhatm hua

bhaḌak uThega dabav agar na ḳhatm hua

laraz rahe hain musafir ke raungTe ab tak

panah-gah men bhi luTne ka Dar na ḳhatm hua

milen jo raah men dekhen na aankh bhar kar ham

ghaTa hai rabt magar is qadar na ḳhatm hua

racha hua hai tajassus ka sam fazaon men

ajab fasana tha anjam par na ḳhatm hua

har ek samt se phuuT aa.i hain na.i shaḳhen

tane ke kaTne se nam-e-shajar na ḳhatm hua

uTha ke dost mujhe chal diye hain kandhon par

hayat ḳhatm hui par safar na ḳhatm hua

fasil-e-jabr men dekhe usi ke sapne ‘jan’

kisi bhi haal men zauq-e-nazar na ḳhatm hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-hasan

Jigar-E-Sokhta Hain Aur dil-E-Biryan Hain Hum

dhaDkanen Dil Ki Gine KHun Mein Rawani Mange

KHizan Mein KHubiyan Aaise Bahut Hain

Zat Ke Gard Fasilen Hain Riyazat Malum

Tera Niyaz-Mand Hun Niyaz Ke Baghair Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet