• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bhule Se Mohabbat Kar Baitha, Nadan Tha Bechaara, dil Hi To Hai

Bhule Se Mohabbat Kar Baitha, Nadan Tha Bechaara, dil Hi To Hai

sahir-ludhianvi

bhule se mohabbat kar baitha, nadan tha bechara, dil hi to hai

har dil se khata ho jaati hai, bigdo na khudara, dil hi to hai

is tarah nigahen mat phero, aisa na ho dhadkan ruk jaae

siine men koi patthar to nahin ehsas ka mara, dil hi to hai

jazbat bhi hindu hote hain chahat bhi musalman hoti hai

duniya ka ishara tha lekin samjha na ishara, dil hi to hai

bedad-garon ki thokar se sab khvab suhane chuur hue

ab dil ka sahara gham hi to hai ab gham ka sahara dil hi to hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chashm-E-Nam Kuchh Bhi Nahin Aur Sher-E-Tar Kuchh Bhi Nahin

shabnam-shakeel

Unki Sharminda-E-Ehsan Si Ho Jati Hai

Ek Surat Nazar Aai Thi Abhi

Pahle Tha Ashk-Bar Aaj Bhi Hai

poet

Gham to Ye Bhi Hai Ki Taqdir Bhi Roi Barson

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet