• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bewafa Hun Na Wafadar Hun Main

Bewafa Hun Na Wafadar Hun Main

bevafa huun na vafadar huun main

sach to ye hai ki adakar huun main

si diye us ne mire honT to kya

ab mujassam lab-e-iz.har huun main

mere hathon men gaḌe hain kanTe

phuul huun aur sar-e-dar huun main

har kiran Duub chali surat-e-nabz

kin andheron men ziya-bar huun main

zehn hai sar pe laTakti talvar

kin aqa.ed men giraftar huun main

is liye mujh se ḳhafa hai koi

us ka hote hue ḳhuddar huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ye Ishq Ek Imtihan to Le Main Pas Kar Lun

Ghuncha-Dahan Wahi Hai Ki Gunga Kahen Jise

poet

Na Paya Khoj Barson Naqsh-E-Pa-E-Raftagan dhundhe

poet

dil Mein Har-Chand Hai Khayal Us Ka

DhunDhta Hai Koi Rasta Mere Aaine Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet