• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-KHabar Hone Se Pahle Ki KHabar to Dekhte

Be-KHabar Hone Se Pahle Ki KHabar to Dekhte

be-ḳhabar hone se pahle ki ḳhabar to dekhte

Dubte suraj ki janib ik nazar to dekhte

chheḌ kar zikr-e-juda.i samne us ke kabhi

us ke chehre se huvaida us ka Dar to dekhte

dekhne us ko gali ki samt gar jaane ko the

auj par betabi-e-divar-o-dar to dekhte

jis ne milna hi nahin hai us ko paane ki talash

be-vajah kar ke kabhi koi safar to dekhte

haath se chhu kar nahin to paas hi ja kar use

shahar men utra hai ik rashk-e-qamar to dekhte

garmiyon men dasht-e-hijran ka safar rakhna kabhi

dhuup men jal kar samar dete shajar to dekhte

raat ki tarikiyon men ghar se niklo to ‘na.im’

dekhte hain kis tarah se be-basar to dekhte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qadam uThe Hain to Dhul Aasman Tak Jae

Barson Mein Tujhe Dekha to Ehsas Hua Hai

poet

Achchha Hai Ki Laga Nahin Unhen Pyar Ka Rog

Dekh Koh-E-Na-Rasa Ban Kar Bharam Rakkha Tera

Kaun Kahe Masum Hamara Bachpan Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet