• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Barish Hui To Phulon Ke Tan Chaak Ho Gae

Barish Hui To Phulon Ke Tan Chaak Ho Gae

parveen-shakir

barish hui to phulon ke tan chaak ho gae

mausam ke haath bhiig ke saffak ho gae

badal ko kya khabar hai ki barish ki chaah men

kaise buland-o-bala shajar khaak ho gae

jugnu ko din ke vaqt parakhne ki zid karen

bachche hamare ahd ke chalak ho gae

lahra rahi hai barf ki chadar hata ke ghaas

suraj ki shah pe tinke bhi bebak ho gae

basti men jitne ab-gazida the sab ke sab

dariya ke rukh badalte hi tairak ho gae

suraj-dimagh log bhi ablagh-e-fikr men

zulf-e-shab-e-firaq ke pechak ho gae

jab bhi gharib-e-shahr se kuchh guftugu hui

lahje hava-e-sham ke namnak ho gae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kya baiTh Jaen Aan Ke Nazdik Aap Ke

jaun-eliya

Ek Saya Mera Masiha Tha

Jaan-E-Man Aap to Bezar Hue baiThe Hain

Mera Yaqin Hai Wo Aaina Nikalegi

poet

Ab Tasawwur Mein Haram Hai Na Sanam-KHana Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet