• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ban-Sanwar Kar Ho Jo Wo Jalwa-Numa koThe Par

Ban-Sanwar Kar Ho Jo Wo Jalwa-Numa koThe Par

ban-sanvar kar ho jo vo jalva-numa koThe par

charḳh-e-charum ka nazar aa.e sama koThe par

tasht-az-bam na karna kahin raz-e-ulfat

na ishare karo ai shoḳh-ada koThe par

Dore Dalen na kahin yaar uḌane vaale

be-takalluf na yuun kankavve uḌa koThe par

sab ko mahtab ka dhoka hua mahtabi par

kal sar-e-sham vo mah-ru jo chaḌha koThe par

vo kaha karte hain koThon chaḌhi honTon nikli

dil men hi rakhna jo kal raat hua koThe par

chandni ho bichhi aur chand ne ho khet kiya

aur pahlu men ho vo mah-laqa koThe par

aftab-e-lab-e-bam ab to hue hain ‘kaifi’

ankhen phir us se laḌa.en bhala kya koThe par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

adarsh-dube

Tumko Chhoda To Aisa Laga Jaise Khud Se Alag Ho Gae

ahmad-mahfuz

Sar-Ba-Sar Paikar-e-Izhaar Mein Lata Hai Mujhe

abdullah-kamal

Bulandiyon Ke dhundalke Mein Tha Khuda Sa Laga

hatim-ali-mehr

Aalam-E-Hairat Ka dekho Ye Tamasha Ek Aur

KHwahish-E-Jada-E-Rahat Se Nikalta Kaise

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet