• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baat Sach-Much Mein Nirali Ho Gai

Baat Sach-Much Mein Nirali Ho Gai

baat sach-much men nirali ho ga.i

ab nasihat ek gaali ho ga.i

ye asar ham par hua is daur ka

bhavna dil ki mavali ho ga.i

Daal diin bhuke ko jis men roTiyan

vo samajh puuja ki thali ho ga.i

tai kiya chalna juda jab bhiiḌ se

har nazar dekha savali ho ga.i

qaid ka itna maza mat lijiye

ro paḌenge gar bahali ho ga.i

ik amavas hi to thi apni hayat

mil ga.e tum to divali ho ga.i

haath men qatil ke ‘niraj’ phuul hai

baat ab ghabrane vaali ho ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

KHayalat Rangin Nahin Bolte Usko Jyun Bas Phulon Ke Rangon Mein Rahiye

poet

Sath Sath Ahl-E-Tamanna Ka Wo Muztar Jaana

abhay-kumar-bebak

Kahan Hai Aisi Zamin Jis Pe Aasman Na Ho

KHayal-O-KHwab Ki Ab Rahguzar Mein Rahta Hai

poet

Nind Zara Si Jab Bhi Aane Lagti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet