• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Azab Raaton KHizan-Ruton Ki Kahani Likkhun

Azab Raaton KHizan-Ruton Ki Kahani Likkhun

azaab raton ḳhizan-ruton ki kahani likkhun

main teri furqat ki sa.aton ko zabani likkhun

bas ek pakiza rabt hai ruh-o-jan ka tujh se

to phir main is saare vaqiye ko gumani likkhun

mujhe mayassar hain saare rishte vahi nahin hai

bhala main kis dil se shauq ki ra.egani likkhun

dua suna hai falak pe ja ke aTak ga.i hai

so tujh ko paane ki kya yunhi ḳhush-gumani likkhun

jo bah rahe hain miri ragon men hain ashk mere

bhala main kaise lahu ki apne ravani likkhun

kabhi jo dariya chaḌha tha dil ka utar chuka hai

to kya main jazbat ke talatum ko faani likkhun

ye mere jivan ke saare mausam bata rahe hain

main apne angan ke har shajar ki javani likkhun

yam-e-tarab aur na e’tibar-e-junun raha hai

so ishq mere tujhe main ḳhuld-ashiyani likkhun

havas-e-ḳhamsa ka silsila bhi yahin talak hai

falak zamin ke jo darmiyan hai makani likkhun

nahin gaya vo kahin bhi ‘anjum’ yahin kahin hai

main shauq ki sab isharaton ke ma.ani likkhun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Bhi Milne Ke Zamane Aae

kishwar-naheed

Bigdi Baat Banana Mushkil Badi Baat Banae Kaun

Zaban Ko Band Karen Ya Mujhe Asir Karen

khoTon Ko Bhi Khara Batana paDta Hai

rumana-rumi

Wafa Ki Fasl Phir Bone Chali Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet