• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Auron Ki Pyas Aur Hai Aur Uski Pyas Aur

Auron Ki Pyas Aur Hai Aur Uski Pyas Aur

poet

auron ki pyaas aur hai aur us ki pyaas aur

kahta hai har gilas pe bas ik gilas aur

ḳhud ko ka.i baras se ye samjha rahe hain ham

kaaTi hai itni umr to do-char maas aur

pahle hi kam hasin kahan tha tumhara gham

pahna diya hai us ko ghazal ka libas aur

Takra rahi hai saans miri us ki saans se

dil phir bhi de raha hai sada aur paas aur

allah us ka lahja-e-shirin ki kya kahun

vallah us pe urdu zaban ki miThas aur

bandha hai ab naqab to phir kas ke bandh le

ik ghunT pi ke ye na ho baḌh jaa.e pyaas aur

‘ghalib’ hayat hote to karte ye e’tiraf

daur-e-‘charagh’ men hai ghazal ka class aur

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aaj Badli Hai Hawa Saqi Pila Jam-E-Sharab

Na Guman Rahne Diya Hai Na Yaqin Rahne Diya

shaiKH aaKHir Ye Surahi Hai Koi KHum to Nahin

poet

Kal Tak Uski Wo Mehrbani Thi

poet

Meri Iza Mein Khushi Jab Aap Ki Pate Hain Log

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet