• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apna dukh Apna Hai Pyare Ghair Ko Kyun Uljhaoge

Apna dukh Apna Hai Pyare Ghair Ko Kyun Uljhaoge

akhtar-imam-rizvi

apna dukh apna hai pyare ghair ko kyuun uljhaoge

apne dukh men pagal ho kar ab kis ko samjhaoge

dard ke sahra men lakhon umiid ke lashe galte hain

ek zara se daman men tum kis kis ko kafnaoge

toḌ bhi do ehsas ke rishte chhoḌ bhi do dukh apnane

ro ro ke jivan kaTo.ge ro ro ke mar jaoge

raaz ki baat ko ḳhamoshi ka zahr samajh kar pi jaana

kahne se bhi rah na sakoge kah kar bhi pachhtaoge

aaj yahan pardon se udhar uryani hi uryani hai

tum bhi nange ho kar nacho yuun kab tak sharmaoge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Waqt Ne Yun Majbur Kiya

Jin Ke Teri Nazar Mein Parastar Log Hain

Nazar Mila Ke Zara Dekh Mat Jhuka Aankhen

Koi Nahin Tha Hunar-Ashna Tumhaare Baad

poet

Ek Dushman Ko baDe Pyar Se Mehman Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet