• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Andhere Dur Kare Nur Se Ujale Mujhe

Andhere Dur Kare Nur Se Ujale Mujhe

andhere duur kare nuur se ujale mujhe

koi to ho jo tire ba.ad bhi sambhale mujhe

main mar raha huun magar saans de rahe hain baham

tumhari zaat se mansub kuchh havale mujhe

ye rud-e-ḳhvab nahin maḳhmase ka dariya hai

Dubo.e ishq kabhi josh men uchhale mujhe

abhi main rail ki paTri se duur baiTha huun

abhi hai vaqt agar ho sake mana le mujhe

nahin hai yaad mujhe naam haan magar ankhen

sharab bhuul chuka yaad hain pyale mujhe

main saunp duun use in.aam men bachi sansen

mire vajud ke malbe se jo nikale mujhe

nishan mel ki ranginiyon ke sadqe hue

bahut aziiz hain paanv ke saare chhale mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Bahar Bahar Dekh Chuka to Ab Kuchh Apne Andar Dekh

imam-bakhsh-nasikh

Jab Se Ki Buton Se Aashna Hun

chiKHte Hain Dar-O-Diwar Nahin Hota Main

bahadur-shah-zafar

Kya Kahun dil Mail-E-Zulf-E-dota Kyunkar Hua

poet

Itne Chup Kyun Ho Majra Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet