• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab to Aate Hain Sabhi Dil Ko Dukhane Wale

Ab to Aate Hain Sabhi Dil Ko Dukhane Wale

ab to aate hain sabhi dil ko dukhane vaale

jaane kis raah ga.e naaz uThane vaale

ishq men pahle to bimar bana dete hain

phir palaTte hi nahin rog lagane vaale

kya guzarti hai kisi par ye kahan sochte hain

kitne be-dard hain ye ruuTh ke jaane vaale

karb un ka ki jo fōt-path pe karte hain basar

kya samajh pa.enge ye raj-gharane vaale

laakh ta.aviz bane laakh dua.en bhi huiin

magar aa.e hi nahin jo na the aane vaale

tu bhi milta hai to matlab se hi ab milta hai

lag ga.e tujh ko bhi sab rog zamane vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

chhoD Ummid Use Ab Nahin Aana Shayad

insha-allah-khan-insha

Mujhe Chhedne Ko Saqi Ne diya Jo Jam Ulta

Tishna-Labon Ki Nazr Ko Saughat Chahiye

mirza-raza-barq

Rang Se Pairahan-E-Sada Hinai Ho Jae

Mujhe Rifaton Ka KHumar Tha so Nahin Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet