• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aasman Ka Sard sannaTa Pighalta Jaega

Aasman Ka Sard sannaTa Pighalta Jaega

asman ka sard sannaTa pighalta ja.ega

aankh khulti ja.egi manzar badalta ja.ega

phailti ja.egi charon samt ik ḳhush-raunaqi

ek mausam mere andar se nikalta ja.ega

meri rahon men hasin kirnen bikharti ja.engi

aḳhiri taara pas-e-kohsar Dhalta ja.ega

bhulta ja.unga guzri sa.aton ke hadse

qahr-e-a.inda bhi mere sar se Talta ja.ega

raah ab koi ho manzil ki taraf le ja.egi

paanv ab kaisa paḌe ḳhud hi sambhalta ja.ega

ik saman khulta hua sa ik faza be-dagh si

ab yahi manzar mire ham-rah chalta ja.ega

chhu sakegi ab na mere haath tufani hava

jis diye ko ab jala dunga vo jalta ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zahr Ke Jam Hain Bahut Sare

Ghumbad-E-Zat Mein Ab Koi Sada Dun to Chalun

Main Hun Tere Liye Benam-O-Nishan Aawara

muneer-niyazi

Aa Gai Yaad Sham dhalte Hi

Main Duniya Ki Haqiqat Jaanta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet