• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankhon Ne Haal Kah Diya honT Na Phir Hila Sake

Aankhon Ne Haal Kah Diya honT Na Phir Hila Sake

ankhon ne haal kah diya honT na phir hila sake

dil men hazar zaḳhm the jo na unhen dikha sake

ghar men jo ik charagh tha tum ne use bujha diya

koi kabhi charagh ham ghar men na phir jala sake

shikva nahin hai arz hai mumkin agar ho aap se

diije mujh ko gham zarur dil jo mira uTha sake

vaqt qarib aa gaya haal ajiib ho gaya

aise men tera naam ham phir bhi na lab pe la sake

us ne bhula ke aap ko nazron se bhi gira diya

‘nasir’-e-ḳhasta-hal phir kyuun na use bhula sake

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maine dhaDkan Suni Shajar Ki Raat

Sufi

Hasil-e-Umr-e-Rawan Wo Ek Pal

Kucha-Gardi Mein Jawani Jaegi

poet

Mere Jab Tak Ki dam Mein dam Rahega

Kucha-Ha-E-Dil-O-Jaan Ki Tira-Shabo Aas Marti Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet