• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaj Bhi Hath Pe Hai Tere Pasine Ki Tari

Aaj Bhi Hath Pe Hai Tere Pasine Ki Tari

aaj bhi haath pe hai tere pasine ki tari

ya.ani hai aaj bhi shaḳh-e-shajar-e-dard hari

pas-e-daman na sahi pas-e-gareban hi sahi

tujh pe lazim nahin ai dast-e-junun jama-dari

main ki duniya-e-havas men bhi sar-afraz raha

kaam aa hi ga.i aḳhir miri ashufta-sari

dil ki basti se kabhi yuun na guzarti thi saba

ab na paighambari hai na koi nama-bari

ham ne bhi chhoḌ diya maslak-e-arbab-e-vafa

vo bhi ab bhuul ga.e sheva-e-bedad-gari

raat ka karb sameTe hue apne dil men

jhilmilata hai kahin duur charagh-e-sahari

main ne kis dil se shab-e-gham ki sahar ki hai ‘arib’

yaad aa.egi zamane ko miri be-jigari

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faraKH-Dast Ka Ye Husn-E-Tang-Dasti Hai

oDhi Rida-E-Dard Bhi Haalat Ki Tarah

wajid-ali-shah-akhtar

Nayab Hai Sukun dil-E-Be-Qarar Mein

gulzar

Girhen

poet

Dard Ko Dard Se Nisbat Hogi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet