Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
akbar-hameedi

Zor-O-Zar Ka Hi Silsila Hai Yahan

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Akbar Hameedi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

zor-o-zar ka hi silsila hai yahan

lafz ko kaun puchhta hai yahan

pahla to ab kisi jagah bhi nahin

jis taraf dekho dusra hai yahan

raat din phir raha huun galiyon men

mera ik shaḳhs kho gaya hai yahan

sehr hai ya tilism hai kya hai

har koi raah bhulta hai yahan

har kahin sach hi bolna chahe

shayad ‘akbar’ naya naya hai yahan

More Poems

Wufur-E-Shauq Ki Rangin Hikayaten Mat Puchh

Ab To Lab Se Na Jaega Aage

Tu Aashna-E-Jazba-E-Ulfat Nahin Raha

Hashr Tak Bhi Agar Sadaen den

Ye Sare Phul Ye Patthar Usi Se Milte Hain

Bahaar-E-Gulshan-E-Ayyam Hun Main

Phir Ye Hua Ki Log darichon Se Hat Gae

Aaj Sarsabz Koh O Sahra Hai

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.