• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zamin Mile Kahin Hamein Kahin To Aasman Mile

Zamin Mile Kahin Hamein Kahin To Aasman Mile

najma-shaheen-khosa

zamin mile kahin hamen kahin to asman mile

dukhon ki dhuup men shajar koi to mehrban mile

tire firaq men jiye tire firaq men mare

chalo ye khvab hi sahi visal ka guman mile

alam ki shaam aa gai lo mere naam aa gai

charagh le ke raah men ai kaash mehrban mile

abhi talak fughan huun main misal-e-dastan huun main

mile to ek pal kabhi kahin to karvan mile

ajiib se vo rang the sabhi ke haath sang the

hamen to ghair bhi sabhi misal-e-dostan mile

jabin jabin nahin rahi to mah-jabin nahin rahi

na log vo kahin mile na tujh ko astan mile

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Samt Raushni Thi Jidhar Bhi Nazar uThi

kishwar-naheed

Ek Nazm Ijazaton Ke Liye

Qatl Chhupte the Kabhi Sang Ki Diwar Ke Beach

poet

Ud Kar Suragh-E-Kucha-E-dilbar Lagaiye

Tabdiliyan Hain Umr Ke Jaane Ke Sath Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet