• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Basti Pyar Ki Neamat Se Khaali Hoti Jati Hai

Ye Basti Pyar Ki Neamat Se Khaali Hoti Jati Hai

poet

ye basti pyaar ki ne.amat se ḳhali hoti jaati hai

ki har hatim ki surat bhi savali hoti jaati hai

kisi se puchh lo ta.abir apne apne ḳhvabon ki

dayar-e-misr men phir ḳhushk-sali hoti jaati hai

ye kaise rang utre hain jinhen dekha nahin jaata

ye kaisi sub.h phuTi hai jo kaali hoti jaati hai

purane maqbaron men bhi daraḌen paḌti jaati hain

na.i ta.amir bhi naqsh-e-ḳhayali hoti jaati hai

bahav aa.e din umr-e-ravan ka ghaTta jaata hai

ye ThaThen marti naddi bhi naali hoti jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lafz Be-Jaan Hain Mere Ruh-E-Maani Mujhe De

Dekh Kar Log Hue Shashdar-O-Hairan Mujhe

poet

Aa Meri Chashm-E-Pur-KHumar Mein Aa

Sun Meri Dastan Hairat Mein

Shuur-O-Fikr Ki Tajdid Ka Guman to Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet