• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumhaari Yaad Ke Manzar Purane Gher Lete Hain

Tumhaari Yaad Ke Manzar Purane Gher Lete Hain

tumhari yaad ke manzar purane gher lete hain

na jaane DhunDh kar kaise kahan se gher lete hain

jo ham ne un dinon bas yuun hi pokhar men uchhale the

lagun jab Dubne to vo hi tinke gher lete hain

main aisi shohraton ki soch se bhi ḳhauf khata huun

jidhar niklo udhar aḳhbar vaale gher lete hain

ḳhuda jaane ḳhuda ne kyuun mujhe itna navaza hai

main jab bhi laḌkhaḌata huun sahare gher lete hain

ye taqat aur ye shohrat samay ka pher hai pyare

gali apni ho to hathi ko kutte gher lete hain

ye mere dost bhi kam-baḳht rone tak nahin dete

zara sa aankh kya bhigi kamine gher lete hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

allama-iqbal

Jab Ishq Sikhata Hai Aadab-E-Khud-Agahi

Rishta Kaise TuTta Hai KHwab Se Tabir Ka

Tera KHayal Ki KHwabon Mein Jin Se Hai KHushbu

poet

Chalte Hain Gulshan-E-Firdaus Mein Ghar Lete Hain

KHak Hoti Hui Hasti Se uTha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet