• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tanhai Mein Aaj Un Se Mulaqat Hui Hai

Tanhai Mein Aaj Un Se Mulaqat Hui Hai

tanha.i men aaj un se mulaqat hui hai

jis baat ki ḳhvahish thi vahi baat hui hai

ankhon se gire ashk TapaTap to vo bole

badal ke baghair aaj ye barsat hui hai

samjha huun usi din hi se main ziist ka mafhum

jis din se miri tum se mulaqat hui hai

ḳhvabon men mulaqaten to hoti rahin aksar

ba-nafs-e-nafis aaj mulaqat hui hai

maqsad tha mile gham se najat is liye ai ‘charḳh’

ik umr miri vaqf-e-ḳhirajat hui hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aarzu-E-Visal Mein Sab Hain

etibar-sajid

Kisi Ne dil Ke Taq Par Jala Ke Rakh diya Hamein

poet

Ye Sab Kahne Ki Baaten Hain Hum Un Ko Chhod Baithe Hain

Rifaqat Ki Ye KHwahish Kah Rahi Hai

Aur Kitne Abhi Sitam Honge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet