• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khel Tha Apni Ana Ka Ishq Use Samjha Kiya

Khel Tha Apni Ana Ka Ishq Use Samjha Kiya

khel tha apni ana ka ishq use samjha kiya

main ne apne aap se kitna baḌa dhoka kiya

umr-bhar ka ham-nafas ik pal men ruḳhsat ho gaya

aur main ḳhamosh use jaate hue dekha kiya

ik zara si baat par ruTha raha vo der tak

muskura ke ḳhud hi phir meri taraf chehra kiya

fikr ki lazzat ke baa.is hain miri nakamiyan

sab amal karte rahe aur main faqat socha kiya

zaḳhm ki ik aag thi jis se suḳhan raushan rakha

dard ki ik lahar thi main ne jise naghma kiya

sab hi kuchh us se na kahna tha jo tere dil men tha

shiddat-e-iz.har men tu ne ‘farasat’ kya kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zid Na Kar Mat Samay Milan Ka ujaD

Reaya De Rahi Thi Shauq Se Begar Jismon Ki

Hamin Tak Rah Gaya Qissa Hamara

khumar-barabankavi

Jhunjhlae Hain Lajae Hain Phir Muskurae Hain

nasir-kazmi

Gae dinon Ka Suragh Le Kar Kidhar Se Aaya Kidhar Gaya Wo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet