• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahte Hain Log Ye Ki baDi Dil-Nashin Hai Sham

Kahte Hain Log Ye Ki baDi Dil-Nashin Hai Sham

kahte hain log ye ki baḌi dil-nashin hai shaam

lekin mujhe ye lagta hai andoh-gin hai shaam

ye ik chhalava hai ki pahaḌon ki aag hai

vahm-o-guman ki shakl men jaise yaqin hai shaam

kya us ko DhunDte ho ḳhalaon ke darmiyan

tum apne dil men khoj ke dekho yahin hai shaam

ye kaisi machhliyan hain chamakti hain raat bhar

ye jhiil hai ki ek nigah-e-hasin hai shaam

donon ka vasl ho to shafaq-rang ho ye dil

hai raat asman to goya zamin hai shaam

din ka gunah raat ke sar aa gaya hai kyun?

kya shab ki be-gunahi ki shahid nahin hai sham?

ye to badal chuki hai ‘karamat’ hava ka ruḳh

kaise kahun ki vaqt ke zer-e-nagin hai shaam

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akbar-hameedi

Harif-e-Gardish-e-Ayyam To Bane Hue Hain

Donon Taraf Hi Barson Ye Silsile Rahe The

akhtar-ul-iman

Kar-Nama

Har Tazkira Kitab Mein Tafsil Se Hua

De Sako to Zindagani Do Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet