• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Qarib Kabhi Dur Ho Ke Rote Hain

Kabhi Qarib Kabhi Dur Ho Ke Rote Hain

kabhi qarib kabhi duur ho ke rote hain

mohabbaton ke bhi mausam ajiib hote hain

zihanaton ko kahan vaqt ḳhuun bahane ka

hamare shahr men kirdar qatl hote hain

faza men ham hi banate hain aag ke manzar

samundaron men hamin kashtiyan Dubote hain

palaT chalen ki ghalat aa ga.e hamin shayad

ra.iis logon se milne ke vaqt hote hain

main us dayar men huun be-sukun barson se

jahan sukun se ajdad mere sote hain

guzar dete hain umren ḳhulus ki ḳhatir

purane log bhi ‘az.har’ ajiib hote hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Labon Par Tishnagi Aankhon Mein Hai Barsat Ka Aalam

poet

Hum Na Mahzuz Hue Hain Kisi Shai Se Aise

Ishq Ki Aanch Mein Sundarta Ka Bhi Dhan Jalta Hai

Hawas Ki Aankh Mein Jugnu Machalne Lagte Hain

Dost Ka Ghar Aur Dushman Ka Pata Malum Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet