• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ba-Zahir Ye Jo Begane Bahut Hain

Ba-Zahir Ye Jo Begane Bahut Hain

parveen-fana-syed

ba-zahir ye jo begane bahut hain

hamare jane-pahchane bahut hain

khirad-mando mubarak azm-e-aflak

zamin par chand divane bahut hain

shabistanon se tum niklo to dekho

bhare shahron men virane bahut hain

tumhara mai-kada tum ko mubarak

hamen yadon ke paimane bahut hain

gila kya ghair ki beganagi ka

ki jo apne hain begane bahut hain

nizam-e-zist ka mehvar mohabbat

haqiqat ek afsane bahut hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

But Kya Hain Bashar Kya Hai Ye Sab Silsila Kya Hai

Muskurane Ka Yahi Anjam Hai

KHair Se Ab Hai Wahan Aap Ka Bimar Ki Bas

Ab Ye Kaifiyyat-E-Dil Hai Ki Chhupae Na Bane

poet

Kab Talak Piwega Tu Tar-damanon Se Mil Ke Mul

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet