Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
poet

Aks Sarapa dhund Rahe Hain

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Aashiq Jafri
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

aks sarapa dhund rahe hain

ek tha chehra dhund rahe hain

apni manzil gum hai lekin

us ka rasta dhund rahe hain

ek jahan tha duub gaya hai

ek zamana dhund rahe hain

ek parinda qaid tha us men

khali pinjra dhund rahe hain

rozi ne kab puura chhoda

khud ko aadha dhund rahe hain

tu bichhda hai tujh ko ‘ashiq’

lahza lahza dhund rahe hain

More Poems

Holi

Mukhtasar Hote Hue Bhi Zindagi Badh Jaegi

Mausam-e-Hijr Mein Zakhmon Se Lada Rahta Hai

Mere Purkhon Ki Pahli dua

Namkin Harf Hai Mera Ye Fasih

dard Ki daulat-E-Bedar Ata Ho Saqi

Chaak Ki Khwahish Agar Wahshat Ba-Uryani Kare

Takhallus

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.