• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aata Hai Yahi Ji Mein Fariyaad Karun Roun

Aata Hai Yahi Ji Mein Fariyaad Karun Roun

mushafi-ghulam-hamdani

aata hai yahi ji men fariyad karun rouun

rone hi se tuk apna dil shaad karun rouun

kis vaste baitha hai chup itna tu ai hamdam

kya main hi koi nauha buniyad karun rouun

yuun dil men guzarta hai ja kar kisi sahra men

khatir ko tuk ik gham se azad karun rouun

is vaste furqat men jiita mujhe rakkha hai

yaani main tiri surat jab yaad karun rouun

ai ‘mushafi’ aata hai ye dil men ki ab main bhi

rone men tujhe apna ustad karun rouun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tanhaiyan Jo Ras Na Aaen to Kya Karen

Zard Patton Ko daraKHton Se Juda Hona Hi Tha

fahmida-riaz

Purwanchal

poet

Hasrat-O-Yas Ka Ek Naqsh-E-Pareshan Samjha

Sufi

Wo Pau Phati Wo Kiran Se Kiran Mein Aag Lagi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet