Kabhi Jabr-O-Sitam Ke Ru-Ba-Ru Sar KHam Nahin Hota
kabhī jabr-o-sitam ke rū-ba-rū sar ḳham nahīñ hotā mirā jazb-e-sadāqat ġhair-mustahkam nahīñ hotā saroñ kī fasl kaTne kā ye mausam
kabhī jabr-o-sitam ke rū-ba-rū sar ḳham nahīñ hotā mirā jazb-e-sadāqat ġhair-mustahkam nahīñ hotā saroñ kī fasl kaTne kā ye mausam
kaam haiñ aur zarūrī ka.ī karne ke liye kaun baiThā hai tire ishq meñ marne ke liye raat guzre hue
jitnī bhī tez ho sake raftār kar ke dekh phir apnī ḳhvāhishoñ ko giraftār kar ke dekh dīvāna hai junūñ
tevar bhī dekh lījiye pahle ghaTāoñ ke phir bādbān kholiye ruḳh par havāoñ ke tum saath ho to dhuup bhī
phir sar-e-dār-e-vafā rasm ye Daalī jaa.e gul ho ik sham.a to ik aur jalā lī jaa.e duur karnī ho jo
farzāna huuñ aur nabz-shanās-e-do-jahāñ huuñ dīvāna huuñ aur be-ḳhabar-e-sūd-o-ziyāñ huuñ hālāñki maiñ har vaqt vahīñ huuñ vo jahāñ haiñ vo
terā andāz-e-suḳhan sab se judā lagtā hai barbat-e-dil pe koī naġhma-sarā lagtā hai vo diyā jis se ki raushan ho
falak ko fikr koī mehr-o-māh tak pahoñche hameñ ye zo.am ki ham vaah vaah tak pahoñche unheñ na rakh tū
nakāmī-e-sad-hasrat-e-pārīna ke Dar jaa.eñ kuchh roz to ārām se apne bhī guzar jaa.eñ ai dil-zadagāñ ab ke bhī is fasl-e-junūñ