Lab Par Dil Ki Baat Na Aai
lab par dil kī baat na aa.ī vāpas biitī raat na aa.ī ḳhushk huiiñ ro ro kar āñkheñ madh-mātī barsāt
lab par dil kī baat na aa.ī vāpas biitī raat na aa.ī ḳhushk huiiñ ro ro kar āñkheñ madh-mātī barsāt
nazar nazar se milānā koī mazāq nahīñ milā ke aañkh churānā koī mazāq nahīñ pahāḌ kaaT to saktā hai tesha-e-farhād
farishte imtihān-e-bandagī meñ ham se kam nikle magar ik jurm kī pādāsh meñ jannat se ham nikle ġham-e-duniyā-o-dīñ un ko
go aaj añdherā hai kal hogā charāġhāñ bhī taḳhrīb meñ shāmil hai ta.amīr kā sāmāñ bhī maz.har tire jalvoñ ke
husn hai mohabbat hai mausam-e-bahārāñ hai kā.enāt raqsāñ hai zindagī ġhazal-ḳhvāñ hai ishratoñ ke mutalāshī ġham se kyuuñ gurezāñ hai
mire junūñ meñ mirī vafā meñ ḳhulūs kī jab kamī milegī chaman giraft-e-ḳhizāñ meñ hogā bahār ujḌī huī milegī javāñ
junūñ pe aql kā saayā hai dekhiye kyā ho havas ne ishq ko gherā hai dekhiye kyā ho ga.ī bahār
rag-e-ehsās meñ nashtar TuuTā haath se chhūT ke sāġhar TuuTā TūTnā thā dil-e-nāzuk ko na pūchh kab kahāñ kis liye
lo aaj samundar ke kināre pe khaḌā huuñ ġharqāb safīnoñ ke sisakne kī sadā huuñ ik ḳhāk-ba-sar barg huuñ Tahnī
aañkh se aañsū Dhalkā hotā to phir sūraj ubhrā hotā kahte kahte ġham kā fasāna kaTtī raat saverā hotā kashtī