Kyun Ho Na Gir Ke Kasa-E-Tadbir Pash Pash
kyuun ho na gir ke kasa-e-tadbir paash paash hai sang-e-gham se shisha-e-taqdir paash paash hai khun-e-be-gunah se jigar resh-e-tegh bhi
kyuun ho na gir ke kasa-e-tadbir paash paash hai sang-e-gham se shisha-e-taqdir paash paash hai khun-e-be-gunah se jigar resh-e-tegh bhi
kis sher men sana-e-rukh-e-mah-jabin nahin hai asman-e-husn ghazal ki zamin nahin kyunkar kahun ki tum sa koi naznin nahin aajiz
aisi tashbih faqat husn ki badnami hai maah aariz ko likha khame ki ye khami hai rang ye un ki
kya mila qais ko gard-e-rah-e-sahra ho kar rah gaya hota ghubar-e-dar-e-laila ho kar yaad aate hain chaman men jo kisi
firaq men khun-e-dil hain piite sharab ham le ke kya karenge hamara dil aap bhun raha hai kabab ham le
jafa-pasandon ko sunte hain na-pasand hua ab aur bhi dil-e-mayus dard-mand hua mah-e-do-hafta banaya hamin ne aariz ko hamari vajh
faisla kya ho jan-e-bismil ka maut rukh dekhti hai qatil ka dil-lagi hai sambhalna dil ka naseha kaam hai ye
pech de zulf-e-ambarin na kahin khud ulajh jaao ai hasin na kahin kabhi ghabrate hain to kahte hain koi betab
na hoga hashr mahshar men bapa kya na hoga mera un ka faisla kya dagha dega mujhe vo pur-jafa kya