Tere Rahne Ko Munasib Tha Ki Chhappar Hota
tere rahne ko munāsib thā ki chhappar hotā ki na chaukhaT tirī hotī na mirā sar hotā qismat-e-najd kā gar
tere rahne ko munāsib thā ki chhappar hotā ki na chaukhaT tirī hotī na mirā sar hotā qismat-e-najd kā gar
vahshat meñ har ik naqsha ulTā nazar aatā hai majnūñ nazar aatī hai lailā nazar aatā hai ai murġh-e-sahar kukḌūñkūñ
ilm meñ jheñgar se baḌh kar kāmrāñ koī nahīñ chaaT jaatā hai kitābeñ imtihāñ koī nahīñ zulm hai bā-vasf mehr
kareñge sab ye da.avā naqd-e-dil jo haar baiThe haiñ ḳhafīfa meñ tumhāre āshiq-e-nādār baiThe haiñ ajab kyā āshiqoñ ko dil
majnūñ kā jo ai lailā juutā na phaTā hotā pīchhe tire naaqe ke kyuuñ barahna-pā hotā be-fā.eda ġhul machtā kyā
butoñ ko bhuul jaate haiñ ḳhudā ko yaad karte haiñ barahman jab safar sū-e-allahabad karte haiñ na gardan mārte haiñ
mahsharistān-e-junūñ meñ dil-e-nākām aayā naala hañgāma-navāzī pe sar-e-shām aayā mehr az-rū-e-muallā jo lab-e-bām aayā dekhiye dekhiye ab dhuup ga.ī ghaam
qais kahtā thā yahī fikr hai din-rāt mujhe maar de nāqa-e-lailā na kahīñ laat mujhe ruḳh-e-raushan pe fidā aur na
ġhuncha-dahan vahī hai ki gūñgā kaheñ jise hai sarv-qad vo asl meñ lañgDā kaheñ jise ma.ashūq chāhiye ki ho aisā
vo ho kaisā hī dublā taar bistar ho nahīñ saktā ġhalat hai aadmī is tarah lāġhar ho nahīñ saktā kabhī