Sach Hai Ki Aah-E-Sard Meri Be-Asar Nahin
sach hai ki āh-e-sard mirī be-asar nahīñ patthar ko jhāḌiye to nikaltā sharar nahīñ auroñ ko ho to ho hameñ
sach hai ki āh-e-sard mirī be-asar nahīñ patthar ko jhāḌiye to nikaltā sharar nahīñ auroñ ko ho to ho hameñ
kyā karegī ye tirī kākul-e-paimāñ merā haal kuchh is se bhī afzūñ hai pareshāñ merā paas aane bhī na deve
kyā ḳhushī hotī hai jis dam ghar mire vo aa.e hai baḌhte baḌhte āsmāñ se sar mirā lag jaa.e hai
kī mere taḌapne kī na tadbīr kisī ne us kī na dikhā.ī mujhe tasvīr kisī ne khānoñ se manoñ ġham
mere dil ko biThā diyā kis ne aa ke ka.abe ko Dhā diyā kis ne pūchho apne hī ġhamze se
jahāñ se dosh-e-azīzāñ pe baar ho ke chale ye sū-e-mulk-e-adam sharmsār ho ke chale hamāre dekhne ko ḳhush abhī se
dar pe rahe ye dīda-e-giryāñ tamām-umr lekin bujhī na ātish-e-hijrāñ tamām-umr Daalā hai us ko jazb-e-mohabbat ne chaah meñ dekhā
har-chand ki ab mujh se sitam uTh nahīñ saktā lekin tire kūche se qadam uTh nahīñ saktā kyā zo.af ne
un kī aur merī kisī roz laḌā.ī na ga.ī baat bigḌī hai kuchh aisī ki banā.ī na ga.ī ham ne
kuchh chup haiñ aa.ina jo vo har baar dekh kar kuḌhte haiñ apnī chashm ko bīmār dekh kar āsāñ nahīñ