Poet Name: Varsha Gorchhia
Tawil Khamushi
baton ka martaban achanak chhut gaya hai hathon se baton ke nazuk jism ab lafzon ki kirchon se zakhmi hai
Saheli
kis dhun men rahti ho tum uljhe hue balon ki girhen tum se nahin sulajhti kya laao inhen main suljha
24-Wan Sal
ye bhi raat guzar rahi he kamre ki bikhri chizen samette hue tumhare jaane ke baad tumhari chahal-qadmiyan ghumti rahti
dusri Raat
ye bhi raat guzar rahi he kamre ki bikhri chizen samette hue tumhare jaane ke baad tumhari chahal-qadmiyan ghumti rahti
dua
main nazmen nahin kahti main duaen likhti huun dard ki kirchen chunti huun tere pairon ki ungliyan sahlati huun mathe
Chudiyan
jante ho tum mujhe chudiyan pasand hain laal niili hari piili har rang ki chudiyan jahan bhi dekhti huun chudiyon
Carbon-Paper
suno na kahin se koi carbon-paper le aao khubsurat us vaqt ki kuchh naqlen nikalen kitni parchiyon men jiite hain
Aawaz
sukun bhari kisi khamosh jhiil ke kinare amaltas si main mausam-e-bahar men mohabbat ke jazire se aati pur-asar havaon ke
Aaghaz
sukun bhari kisi khamosh jhiil ke kinare amaltas si main mausam-e-bahar men mohabbat ke jazire se aati pur-asar havaon ke