Hue The Bhag Ke Parde Mein Tum Nihan Kyunkar
hue the bhaag ke parde men tum nihan kyunkar vo pahli vasl ki shab shokhiyan thiin haan kyunkar falak ko
hue the bhaag ke parde men tum nihan kyunkar vo pahli vasl ki shab shokhiyan thiin haan kyunkar falak ko
farq kuchh to chahiye aghyar se sirr-e-ulfat ham chhupaen yaar se apni ankhon se agar tashbih duun ashk tapke rauzan-e-divar
dil kis ki tegh-e-naz se lazzat-chashida hai har zakhm shauq se lab-e-hasrat-gazida hai is garm-e-iztirab se dil jal gaya khuda
be-mehr kahte ho use jo bevafa nahin sach hai ki bevafa huun main tum bevafa nahin uqda jo dil men
kar sake dafn na us kuche men ahbab mujhe khaak men dil ki kudurat ne diya daab mujhe hijr men
tum ghair se milo na milo main to chhod duun gar is vafa pe koi kahe bevafa mujhe sach hai
tu kyuun paas se uth chala baithe baithe hua tujh ko kya bevafa baithe baithe vo aate hi aate rahe
rahne valon ko tire kuche ke ye kya ho gaya mere aate hi yahan hangama barpa ho gaya tera aana
naam loge jo yaan se jaane ka aap men phir nahin main aane ka ham ko tauf-e-haram men yaad aaya
kya kya maze se raat ki ahd-e-shabab men chhodun na umr-e-rafta gar aa jaae khvab men ik dil ke vaste