Ai Rashk-E-Mahr Koi Bhi Tujh Sa Hasin Nahin
ai rashk-e-mahr koi bhi tujh sa hasin nahin zohra nahin pari nahin mah-e-mubin nahin tanha nahin huun qabr men arman
ai rashk-e-mahr koi bhi tujh sa hasin nahin zohra nahin pari nahin mah-e-mubin nahin tanha nahin huun qabr men arman
abas hai duuri ka us ke shikva baghal men apne vo dil-ruba hai chubhi hai qalib men jis tarah jaan
bada-e-ishq se sarshar guru-nanak the abid-o-zahid-o-din-dar guru-nanak the rah-e-tarik-e-zalalat men pae khalq-e-khuda sham-sa mazhar-e-anvar guru-nanak the haq-parasti ke tasavvur se
hamare dil ke aine men hai tasvir nanak ki hamare kaan ke parde men hai taqrir nanak ki tariq-e-rast se
jab samaat hi na ho us ki to hai bekar sharh kya karun dilbar main tujh se apna hal-e-zar sharh
hijr gham ka bayan hai goya yaas ki dastan hai goya us ke jaur-o-sitam ka kya kahna zulm men asman
khudaya hind par teri inayat ho inayat ho baradar ko baradar se mohabbat ho mohabbat ho na hindu ko musalman
khudaya hind ka raushan charagh-e-arzu kar de yad-e-qudrat se is ko bagh-e-jannat hu-ba-hu kar de shamim-e-lutf se khak-e-vatan ko mushkbu
mire dil ki ab ai ashk-e-nadamat shust-o-shu kar de bas itna kar ke duniya se mujhe be-arzu kar de chaman
navak-zani nigah ki ai jan-e-jan hai hech jab tiir hi na paar hua to kaman hai hech dair-o-haram bhi hech